Maula Zawar Bana Dey Noha Lyrics
Ali Shanawar
The Pakistani famous Noha Khawan Ali Shanawar recited lyrics of Maula Zawar Bana Dey Noha. The Noha lyrics of Maula Zawar Bana Dey Noha is penned by Nadeem Sarwar, & Salman Azmi, this noha is produced by Royall Records.
Noha Details:
Noha Title: Maula Zawar Bana Dey
Noha Khawan: Ali Shanawar
Poetry: Nadeem Sarwar, & Salman Azmi
Album: Noha Lyrics
Music Label: Nadeem Sarwar
Labaik Ya Hussain a.s
(Hussaina a.s Hussaina a.s) 5x
Ya Hussain a.s Ya Hussain a.s
Ya Hussain a.s, Shah-e-Karbala
Aap a.s Hain Kareem Ba Khuda
Puri Kijiye Meri Dua
Iss Baras Ke Arbaeen Main Karoro’n Zaireen Main
Naam Ho Mera Likha Hua
(Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
Mujhey Ik Bar Sada Dey, Meri Qismat Ko Jaga Dey, Apna Darbar Dikha Dey
(Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
Dil Main Meri, Rooh Main Arman Basa Hay
Khuwabo’n Khayalo’n Main Merey Karb O Bala Hai
Aankho’n Main Aansoo Hain Labo’n Per Ye Dua Hay
Merey Tarapney Ki Wajah Tumko Pata Hay
Mujhey Ik Bar Sada Dey, Meri Qismat Ko Jaga Dey, Apna Darbar Dikha Dey
(Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
Aankhain Meri Kaash Ke Dar Aap a.s Ka Dekhain
Haath Merey Rozey Ki Jaali Ko Jo Thamain
Lab Ye Merey Aap Ki Choukhat Ko Jo Choomain
Log Mujhey Aashiq-e-Shabbir a.s Pukarain
Mujhey Ik Bar Sada Dey, Meri Qismat Ko Jaga Dey, Apna Darbar Dikha Dey
(Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
Shaano’n Pe Main Rakhey Huye Shal-e-Aza Ko
Ghar Se Main Jiss Waqt Chaloon Karb O Bala Ko
Bazoo Pe Bandhoon Ga Main Taveez-e-Raza a.s Ko
Maan Meri Seeney Se Lagaey Gi Dua Ko
Mujhey Ik Bar Sada Dey, Meri Qismat Ko Jaga Dey, Apna Darbar Dikha Dey
(Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
Karb O Bala Shehr-e-Najaf Se Main Barhoon Ga
Sardi Ho Garmi Ho Main Paidal Hi Chaloon Ga
Raah Main Zawwaro’n Ki Khidmat Main Karoon Ga
Parcham-e-Abbas a.s Uthha Kar Main Rakhoon Ga
Mujhey Ik Bar Sada Dey, Meri Qismat Ko Jaga Dey, Apna Darbar Dikha Dey
(Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
(Bhoola Nahi) 3x Aap a.s Ke Akber a.s Ki Jawani
Yaad Hai Asghar a.s Ki Mujhey Tishna Dahani
Ban Gaya Zawwar Tou Mannat Hay Ye Maani
Naam-e-Sakina s.a Pe Pilaao’n Ga Main Pani
Mujhey Ik Bar Sada Dey, Meri Qismat Ko Jaga Dey, Apna Darbar Dikha Dey
(Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
Ya Hussain a.s
Shah-e-Karbala, Ya Hussain a.s
Aey Shah-e-Karb-o-Bala, Mujhey Zawwar Bana
Ye Tamanna Hai Meri, Apna Darbar Dikha
Chal Diye Ahl-e-Aza, Sar Pe Parcham Hai Khula
Sab Ki Manzil Hai Wohi Karbala Karb-o-Bala
Mujhey Ik Bar Sada Dey, Meri Qismat Ko Jaga Dey, Apna Darbar Dikha Dey
(Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
Haan, Mujhey Apna Bana Ley
Aye Merey Moula Hussain a.s
Mujhey Ik Baar Sada Dey
Aye Merey Moula Hussain a.s
Mujhey Moulai Bana Dey
Aye Merey Moula Hussain a.s
Meri Taqdeer Jaga Dey
Aye Merey Moula Hussain a.s
Moula Karbala Bula Ley
Aye Merey Moula Hussain a.s
(Moula Karbala Bula Ley) 2x
Mujhey Ik Bar Sada Dey, Meri Qismat Ko Jaga Dey, Apna Darbar Dikha Dey
Ya Moula a.s Ya Moula a.s Moula a.s Zawwar Bana Dey
(Moula a.s Zawwar Bana Dey) 2x
Post a Comment