Note: If Any Mistake in wording or lyrics contact us we will fix it ASAP...

Saraab OST Lyrics By Naveed Nashad

Saraab OST Lyrics

Naveed Nashad

Pakistani Drama Serial Saraab OST Lyrics is sung by Naveed Nashad and written by Qamar Nashad and directed by Mohsin Talat. The drama cast includes Sami Khan, Sonya Hussain, Auranzeb Laghari, Farida Shabbir, Ghana Ali, Nazish Jehangir, Sajid Shah & Others. The drama is written by Edison Idrees Masih produced by Moomal & MD Productions.

Song Details:

Song: Saraab OST Lyrics
Director: Mohsin Talat
Writer: Edison Idrees Masih
Producer: Moomal Shunaid
D.O.P: Sunny Shah
Lyrics: Qamar Nashad
Singer & Composer: Naveed Nashad
Promotion: Muhammad Faisal (FK)
Produced By: Moomal & MD Productions
Saraab OST Lyrics By Naveed Nashad

SARAAB OST LYRICS

Hai Manzile Laptaa
Tu Kon Hai Ye Bataa
Hai Manzile Laptaa
Tu Kon Hai Ye Bataa
Tu Mere Khawbon Mai Hai
Tu Hi Khayalon Mai Hai
Jinhe Samaj Na Paaon
Tum Savalon Mai Hai
Mai Jeena Chahon
Jee Na Paaon
Jo Tu Na Mile Mar Hi Jaaon
Jo Tu Na Mile Mar Hi Jaaon
Mar Hi Jaaon
Akhiyan Hai Udaas Kyun
Akhiyon Mai Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Ne Liki Prem Kahani
Akhiyan Hai Udaas Kyun
Akhiyon Mai Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Ne Liki Prem Kahani


Jab Se Tera Naksh
Mere Aks Mai Juraa Hai
Dil Ye Mera Raks Kar Rhaa Hai
Raftaa Raftaa Lams Tera
Jaado Kar Rha Hai
Jaado Kar Rha Hai
Ye Kaise Hai Uljhan
Smjh Mai Na Aya
Ye Sayaa Tera Hai
Yaa Koi Mayaa
Akhiyan Hai Udaas Kyun
Akhiyon Mai Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Ne Liki Prem Kahani
Akhiyan Hai Udaas Kyun
Akhiyon Mai Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Ne Liki Prem Kahani


Ye Zamaana Keh Raha
Hai Khud Se Mai Hun Khafil
Tune Mujhko Paagal Kiya Hai
Meray Dil Ka
Tera Phehla Kaam Kar Rha Hai
Kaam Kar Rha Hai
Jahan Per Bhi Dekho
Nazar Tu Hi Aye
Ye Rishta Kisi Ka
Smjh Mai Na Aye
Akhiyan Hai Udaas Kyun
Akhiyon Mai Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Ne Liki Prem Kahani
Akhiyan Hai Udaas Kyun
Akhiyon Mai Hai Pyaas Kyun
Akhiyon Ne Liki Prem Kahani

Watch "Saraab OST Lyrics" Video

Post a Comment

Previous Post Next Post