Main Yeh Haath Jo Lyrics
Samira Koppikar, Stebin Ben
The latest Hindi Song Main Yeh Haath Jo Lyrics is sung by Samira Koppikar and Stebin Ben. The Song Main Yeh Haath Jo Lyrics music by Samira Koppikar and written by Neeraj Rajawat.
Song Details:
Singer: Samira Koppikar, Stebin Ben
Lyricist: Neeraj Rajawat
Language: Hindi
Music: Samira Koppikar
Cast: Sameeksha Sud, Vishal Pandey
Director Of Photography: Kundan Sad
Music Label: Zee Music Company
MAIN YEH HAATH JO LYRICS
Main yeh haath jo
Tere haath pe rakh doon
Kya chalega falak talak tu
Main hoon katra tu meri nadiyan
Kya bahega sagar talak tu
Main yeh haath jo
Tere haath pe rakh doon
Har saans jo tere naam
Bhi likh doon
Tujh pe ek nazam si
Thi jo likhi
Panne le gayi woh hawa
Hai to chhipa
Dhoondo to tum jawab
Nainon ki bani do daras
Parde sharm ki deewarein
Inmein milta darwaza na
Dil hai adh khula lifafa
Main yeh haath jo
Tere haath pe rakh doon
Har saans jo tere naam
Bhi likh doon
Har subah khuli aankhein teri pahlu mein
Duniya ke banaye saare gam bhi seh loon main
Patjhad sawan bahaar aaye aa jaaye
Teri lakeeron mein mera naseeba
Main yeh haath jo
Tere haath pe rakh doon
Kya chalega falak talak tu
Main hoon katra tu meri nadiyan
Kya bahega sagar talak tu
Main yeh haath jo
Tere haath pe rakh doon
Har saans jo tere naam
Bhi likh doon
Main yeh haath jo
Tere haath pe rakh doon
Har saans jo tere naam
Bhi likh doon
Post a Comment