Note: If Any Mistake in wording or lyrics contact us we will fix it ASAP...

Bahot Roye Lyrics By Payal Dev

Bahot Roye Lyrics

Payal Dev

The latest Hindi song Bahot Roye Lyrics is sung by Payal Dev. Bohat roye song lyrics are written by Surjit Khairhwala, music also given by Payal Dev and video is directed by United White Flag.

Song Details:

Singer: Payal Dev
Lyricist: Surjit Khairhwala
Language: Hindi
Music: Aditya Dev
Director: United White Flag
Director Of Photography: Rahul Arora
Music Label: Apni Dhun
Bahot Roye Lyrics By Payal Dev
Bahot Roye Lyrics

Pal pal tadapate hain
Kahun dil ka main dard kaise
Aansu barstein hai
Barsaat lagi ho jaise

Hum gaye khwab lekar
Laute hai aakhein bhigoye

Teri yaad mein jab bhi khoye
Bahot roye bohat roye
Raaton ko na kabhi soye
Bahot roye bohat roye

Teri yaad mein jab bhi khoye
Bahot roye bohat roye
Raaton ko na kabhi soye
Bahot roye bohat roye

Apni raahon mein chhoot gaye
Hum khud hi khud se rooth gaye
Apni raahon mein chhoot gaye
Hum khud hi khud se rooth gaye

Hum pehle phisle reit se
Phir sheeshe ki tarah toot gaye
Toofan se hum na haare
Sahil pe aakar doob gaye

Teri yaad mein jab bhi khoye
Bahot roye bohat roye
Raaton ko na kabhi soye
Bahot roye bohat roye

Zakhm bohat gehre hain
Jo dil pe dikhaun kaise
Log wajah poochhte hain in asuon ki
Aakhon mein chhupaun kaise

Watch "Bahot Roye Lyrics" Video

Post a Comment

Previous Post Next Post